Indian Film History

Bahut Yad Aaye Lyrics

From Mere Do Anmol Ratan (1998)

Singers
Sonu Nigam
Duration
5:02
Mohabbat ka yahin Haasil ke yaade hi bani kaatil Khayaalo par tum chhaye Bahot yaad aaye Bahot yaad aaye Tumhaari gehri palkein Woh unmein pyaari aankhein Woh unmein pyaar ke saaye Bahot yaad aaye Bahot yaad aaye Shikayat hai baharon ko Baharon ko nazaron ko Bulaate hai ye sab tumko Meri khamosh shaamo ko Meri bechain aankhon ko Jo har pal dhundhein hai tumko Jo har pal dhundhein hai tumko Woh maheki maheki baatein Woh chaheki chehki baatein Khayaalo par tum chhayein Bahot yaad aaye Bahot yaad aaye Likhi hai jaane kyaa kismat Magar itani si hai hasrat Ho saamil zindagi mein tum Subha sooraj ugega jab Yaa raat ko chaand nikle tab Meri baahon mein bas ho tum Meri baahon mein bas ho tum Woh roshan chaand sa chahera Siyaah zulfon ka woh pahera Khayalo par tum chhayi Bahot yaad aaye Bahot yaad aaye Mohabbat ka yahin Haasil ke yaade hi bani kaatil Khayaalo par tum chhaye Bahot yaad aaye Tumhaari gehri palkein Woh unmein pyaari aankhein Woh unmein pyaar ke saaye Bahot yaad aaye Bahot yaad aaye.

More songs from Mere Do Anmol Ratan

Bahut Yad Aaye Lyrics - Mere Do Anmol Ratan (1998) | Indian Film History