Meri Biwi Ka Jawab Nahin (Title) Lyrics | Meri Biwi Ka Jawab Nahin

                        
                        Aisa to koi, aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi

Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi

Aa tere sabnami galo ko chu lu
Jhulfo ke resmi baalo ko chu lu
Aa tere sabnami galo ko chu lu
Jhulfo ke resmi baalo ko chu lu

Chuna na muje teri niyat to kharab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi


 
Chaheki jawaani ke josh mai ho
Tum ho nase mai ya hos mai ho
Chadhti jawaani ke josh mai ho
Are tum ho nase mai ya hos mai ho

Are aisi nashili kisi botal mai saraab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi.