Sajaniya Maati Mann Ki Lyrics | Meri Pyaari Bahania Banegi Dulhania

                        
                        Sajaniya maati mann ki
Murtiya teri ghade
Sajaniya maati mann ki
Murtiya teri ghade
Najariya tujhko nihare
Sare rang fike pade ho
Sajaniya maati mann ki
Murtiya teri ghade

Jana maine jana to ye jana
Jiya mera tora hai diwana
Jabse mili hai najariya
Nahi mujhe apni khabariya
Jana maine jana to ye jana
Jiya mera tora hai diwana
Jabse mili hai najariya
Nahi mujhe apni khabariya
Aa bhi ja baiyan mein
Preet ki chhaiya mein
Ho sajaniya maati mann ki

Muratiya teri ghade

Mere ghar banke chandaniya
Jane kab aayegi sajaniya
Jiya kahe tham ke chunariya
Chhodo nahi sari umariya
Mere ghar banke chandaniya
Jane kab aayegi sajaniya
Jiya kahe tham ke chunariya
Chhodo nahi sari umariya
Kabhi tu bawariya kahde saawariya
Sajaniya maati mann ki
Muratiya teri ghade
Sajaniya maati mann ki
Muratiya teri ghade.