Indian Film History

Aankh Milaye Na Lyrics

From Milan Ki Raat (1967)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:14
Aankh milaye na Muskuraye na Aankh milaye na Muskuraye na Mera yaar bada sharmila Mera yaar bada sharmila Door bhi jaaye na Paas bhi aaye na Door bhi jaaye na Paas bhi aaye na Kyu ke pyar bada sharmila Mera yaar bada sharmila Zulfon se ghughat ka kam le Aisa ka kya koyi naam le Zulfon se ghughat ka kam le Aisa ka kya koyi naam le Nind churaye na Chain udhaye na Nind churaye na Chain udhaye na Hai dildar bada sharmila Mera yaar bada sharmila Har gham ki koi dava hai Darde dil to chiz kya hai haye Har gham ki koi dava hai Darde dil to chiz kya hai Roz bataye na Jaan bachaye na Roz bataye na Jaan bachaye na Hai dildar bada sharmila Mera yaar bada sharmila Honto pe inkaar sa hai Nazaro mein ikraar sa hai Haye honto pe inkar sa hai Nazaro mein ikrar sa hai Saaf bataye na Saaf chhupaye na Saaf bataye na Saaf chhupaye na Hai izhaar bada sharmila Mera yaar bada sharmila Aankh milaye na Muskuraye na Aankh milaye na Muskuraye na Mera yaar bada sharmila Mera yaar bada sharmila.

More songs from Milan Ki Raat

Aankh Milaye Na Lyrics - Milan Ki Raat (1967) | Indian Film History