Ai Meri Jaaniya Lyrics | Mod

                        
                        ai meri janiya meri dil janiya
mujhpe ulfat ne teri ye kya jadu hai kiya
tujhko dhundhne chala tha khud ko pa liya
ai meri janiya meri dil janiya

jiski mujhe thi justju
ha jiski mujhe thi justju, wo to har dum mere paas thi
khada dar pe tere ik savare, ye khwab leke mere
ai meri janiya meri dil janiya

jane mujhe ye kya ho gaya
jane mujhe ye kya ho gaya
bus do ghadi me hi mai kho gaya
tujhe sabse jana maine mana ke pyar hai dewana
ai meri janiya meri dil janiya
mujhpe ulfat ne teri ye kya jadu hai kiya
tujhko dhundhne chala tha khud ko paa liya.