Mere Sanam Lyrics | Mohabbat Ho Gayi Hai Tumse

                        
                        Hey hey
Dil kehta hain aye sanam
Mujhko hain teri kasam
Dil kehta hain aye sanam
Mujhko hain teri kasam
Marke bhi na hoga kam

Pyar apna aye
Mere sanam mere sanam
Teri kasam mere sanam

Aa aa aa
Ek pal mein chha gayi hain
Chharo aur tanhai
Maar dale na kahi
Mujhko teri judaai
Ek pal mein chha gayi hain
Chharo aur tanhai
Maar dale na kahi
Mujhko teri judaai
Tere bin zindagi
Meri zindagi nahi
Main hu jalta diya
Jis mein roshni nahi
Mere sanam mere sanam
Teri kasam mere sanam

Kya kahu kis mode par
Aa gayi zindagani
Tere bin yaara meri
Hain adhuri kahani
Kya kahu kis mode par

Aa gayi zindagani
Tere bin yaara meri
Hain adhuri kahani
Ek pal mein yeh kya se
Kya ho gaya
Chhod kar saath mera
Tu kaha kho gaya
Mere sanam mere sanam
Teri kasam mere sanam

Dil kehta hain aye sanam
Mujhko hain teri kasam
Marke bhi na hoga kam
Pyar apna aye
Mere sanam mere sanam
Teri kasam mere sanam