Indian Film History

Tum Ne Kaha Tha Lyrics

From Mohabbat Ke Dushman (1988)

Lyricist
Anjaan
Duration
8:08
Tumne kaha tha hum bin Humne kaha tha hum bin O ji na sakege sanam Ji na sakege sanam Kyo bhule wo wade Kaha kho gayi wo kasam Tumne kaha tha hum bin Humne kaha tha tum bin O ji na sakege sanam Ji na sakege sanam Kyo bhule wo wade Kaha kho gayi wo kasam Huti ek pal mein ye kya duriya Thi aesi bhi aakhir kya majburiya Bana bhi na tha jal gaya aasiya Mile khak mein pyar ke do jaha Hai charo taraf basdhuaa hi dhuaa Hai charo taraf bas dhuaa hi dhuaa Huaa kyo hampe ye sitam Tumne kaha tha hum bin Humne kaha tha tum bin O ji na sakege sanam Ji na sakege sanam Kyo bhule wo wade Kha kho gayi wo kasam Mohobbat ke jajbat marte nahin Kabhi jakham ye dil ke barte nahin Deewane zamane se darte nahin Khuda ki bhi parwah karte nahin Lahu se jo mehandi rachaye yaha Lahu se jo mehandi rachaye yaha Use maut ka kyo ho gham Tumne kaha tha hum bin Humne kaha tha tum bin O ji na sakege sanam Ji na sakege sanam Kyo bhule wo wade Kha kho gayi wo kasam.

More songs from Mohabbat Ke Dushman

Tum Ne Kaha Tha Lyrics - Mohabbat Ke Dushman (1988) | Indian Film History