Bandhan Tootey Na Saawariya Lyrics | Mome Ki Gudiya

                        
                        Bandhan tootey na saawariya
Bandhan tootey na saawariya
Raam kare piya teri umar mein
Lag jaye meri bhi umariya
Bandhan tootey na saawariya
Raam kare piya teri umar mein
Lag jaye meri bhi umariya
Bandhan tootey na saawariya

Laal basanti, laal basanti
Nile kare kache jagat ke rang hai sare
Maine toh tere prem ke
Pakke rang mein rang li chunariya
Bandhan tootey na saawariya,
Bandhan tootey na

Meera krishan ke
Meera krishan ke geet sunaye
Mera jiya piya teri dhun gaye
Meera krishan ki prem pujaran
Apane piya ki main baawariyan
Bandhan tootey na saawariya
Raam kare piya teri umar mein
Lag jaaye meri bhi umariya
Bandhan tootey na.