Aaj Jaane Ki Zid Lyrics | Monsoon Wedding

Lyricist : Faiyyaz
Music Director : Caroline Baron ,
Singer : Farida Khanum
                        
                        Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yun hi pahlu mein bethe raho
Yun hi pahlu mein bethe raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum bhi socho jara
Kyo na roke tumhe

Jaan jati hai jab
Uth ke jate ho tum
Jaan jati hai jab
Uth ke jate ho tum
Tumko apni kasm jane jaa
Baat etni meri man lo

Aaj jaane ki zid na karo
Yu hi pahlu mein bete raho
Yu hi pahlu mein bete raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo

Waqt ki ked mein zindagi hai magar
Waqt ki ked mein zindagi hai magar
Chand gadiya yuhi hai jo aajad hai
Chand gadiya yuhi hai jo aajad hai
In kho kar meri jaane jaa
Umar bar na tarste rho
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo.