Indian Film History

Dagmag Dagmag Doley Naiyya Lyrics

From Mordhwaj (1952)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
6:09
Dagmag dagmag doley naiyya Ho o o kanhaiyya O kanhaiyya Tum hi taaran haar ho Kripa ki thhokar lage to Beda mera paar ho O kanhaiyya O kanhaiyya Tum hi taaranhaar ho Dukhiyon ke Bhakton ke Paalanhaar ho Dukhiyon ke Paalanhaar ho Lehraate jeewan saagar mein Aaj uthha hai jwaar re ae Aaj uthha hai jwaar re Chalti hai vipreet hawaayen Kaanp raha patwaar re ae Kaanp raha patwaar re Aise mein bas ek tumhi ho o Aise mein bas ek tumhi ho Aise mein bas ek tumhi naiyya ke Khewanhaar ho o O kanhaiyya O kanhaiyya Tum hi taaranhaar ho Dukhiyon ke Bhakton ke Paalanhaar ho Dukhiyon ke Paalanhaar ho Saanjh huyi sooraj dhalta hai Kumhlaata sansaar re ae Kumhlaata sansaar re Peechhe hai vighnon ki aandhi Aage hai manjhdhaar re ae Aage hai manjhdhaar re Kaun bachaaye kaun lagaaye Kaun bachaaye kaun lagaaye Kaun bachaaye kaun lagaaye Tooti naiyya paar ho O kanhaiyya O kanhaiyya Tum hi taaranhaar ho o Dukhiyon ke Bhakton ke Paalanhaar ho Dukhiyon ke Paalanhaar ho Dagmag dagmag doley naiyya Ho o kanhaiyya O kanhaiyya Tum hi taaranhaar ho Dukhiyon ke Bhakton ke Paalanhaar ho Dukhiyon ke Paalanhaar ho.

More songs from Mordhwaj

Dagmag Dagmag Doley Naiyya Lyrics - Mordhwaj (1952) | Indian Film History