Indian Film History

Teri Nazar Ka Ishara Lyrics

From Mr 100% - The Real Player (2006)

Lyricist
Nawab Arzoo
Duration
5:25
Teri nazar ka ishara Dil par mere cha gaya hain Aankho mein teri samakar Dil mera ye kho gaya hain Tune bhi janejaan Jadu ye kaisa kiya hain Mujhse churakar mujhiko Khud se begana kiya hain O teri nazar ka ishara Taro mein tu hain nazaro mein tu hain Har aur sath tera dekhu jidhar bhi Aaye nazar ye pyara sa mukhada tera Taro mein tu hain nazaro mein tu hain Har aur sath tera dekhu jidhar bhi Aaye nazar ye pyara sa mukhada tera Tujhko churakar tujhi se Dhadkan mein yu rakh liya hain Aansho mein teri samakar Dl ye mera kho gaya hain O teri nazar ka ishara Aankho ke raste dil mein Uthar ke sanso mein tu bas gaya Har pal suhana hone laga hain Janam jo tu mil gaya O aankho ke raste dil mein Uthar ke sanso mein tu bas gaya Har pal suhana hone laga hain Janam jo tu mil gaya Teri mohabbat mein ab to Pagal ye dil ho gaya hain Mujhse churakar mujhi ko Mujhse begana kiya hain Teri nazar ka ishara Chute na ye apna daman Kabhi ye aao ye khaye kasam Sajan hamare tumhare sahare Gujre mera har janam Chute na ye apna daman Kabhi ye aao ye khaye kasam Sajan hamare tumhare sahare Gujre mera har janam Ek pal bhi door mujhse Hona nahin sathiya re Aankho mein teri samakar Dil mera ye kho gaya hain Tune bhi janejaan mujhpe Jadu ye kaisa kiya hain Aankho mein teri samakar Dil ye mera kho gaya hain O teri nazar ka ishara.
Teri Nazar Ka Ishara Lyrics - Mr 100% - The Real Player (2006) | Indian Film History