Indian Film History

Baadal Garje Bijli Chamke Barseg Lyrics

From Mr Bond (1992)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:40
Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Royega Aakash Hamari Sunkar Prem Kahani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Royega Aakash Hamari Sunkar Prem Kahani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Maine Toda Sab Wado Ko Roka Dil Ki Fariyado Ko Maine Toda Sab Wado Ko Roka Dil Ki Fariyado Ko Par Kaise Roku Yado Ko Aa Jati Hai Aa Jayegi Koi Yaad Purani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Tune Diye Ye Gam Ye Aansoo Inme Hai Tere Pyar Ki Khushboo Tune Diye Ye Gam Ye Aansoo Inme Hain Tere Pyar Ki Khushboo Shayad Mujhko Bhul Gayi Tu Yaad Sada Rakhunga Main Teri Har Ek Nishani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Sine Mein Gham Ki Aag Ke Shole Bhadak Rahe Hain Haule Haule Sine Mein Gham Ki Aag Ke Shole Bhadak Rahe Hain Haule Haule Ae Dil Tu Ji Bhar Ke Role Phul Nahi Angare Lekar Aayi Rut Mastani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Badal Garje Bijli Chamke Barsega Ab Paani Khub Tamasha Hoga Royega Aakash Hamari Sunkar Prem Kahani Khub Tamasha Hoga.

More songs from Mr Bond