Indian Film History

Duniya Me Badshah Hai Lyrics

From Mr. Chakram (1956)

Duration
6:10
Duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Aur mufliso gada hai To hai wo bhi aadmi Aur mufliso gada hai To hai wo bhi aadmi Sahiba duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Papo se mar gaya hai To hai wo bhi aadmi Are murga jo kha raha hai To hai wo bhi aadmi Tukde chaba raha hai To hai wo bhi aadmi Tukde chaba raha hai To hai wo bhi aadmi Sahiba duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Kaise banaya yaar Zamin ko yaar aadmi Hai aadmi ke bich Me diwar aadmi Thane me ek mai hu Giraftdar aadmi Ek thanedar thane Ka mukhdar aadmi Jo mujhpe hans raha hai To hai wo bhi aadmi Jo mujhpe hans raha hai To hai wo bhi aadmi Sahiba duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Ye paisa aadmi se Jo chahe wahi karaye Gode ke badle aadmi Riksha me dota jaye Har aadmi ko padi Paise ki haye haye haye haye Paise dela haye haye Junga ka mela haye haye Aaya akela haye haye Jaye jaye akela haye haye Aankh ka anjan haye haye Dant ka manjan haye haye Jaan nikale haye haye Tu hi bacha le haye haye Giraftari haye haye Bambari haye haye Duniya dari haye haye Chor bajari haye haye Churka jari haye haye Haye haye haye haye Haye haye haye haye Haye haye haye haye Haye haye haye haye Ye sab jo kar raha hai To hai wo bhi aadmi Ye sab jo kar raha hai To hai wo bhi aadmi Sahiba duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Har aadmi ko padi Paise ki haye haye Paise ki khatir aadmi Bandar kahi nachaye Mai bhi hu ek aadmi Chakram hai mera naam Hindu ko raam raam Musalmaan ko salam Do bund ek sut se chalta hai Kaam atom ke bomb ka hai Koi aadmi gula Jo ann chahta hai To hai wo bhi aadmi Jo ann chahta hai To hai wo bhi aadmi Sahiba duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi Duniya me badshah hai To hai wo bhi aadmi.

More songs from Mr. Chakram

Duniya Me Badshah Hai Lyrics - Mr. Chakram (1956) | Indian Film History