Dekha Na Jaaye Socha Na Jaaye Lyrics | Mr India

Lyricist : Jan Nisar Akhtar
Music Director : G P Sippy , G S Kohli
Singer : Geeta Dutt
                        
                        Dekha na jaaye socha na jaaye
O dekho kitna balam baiman re
Dekha na jaye socha na jaye
O dekho kitna balam baiman re
Dekha na jaaye socha na jaaye

Khel nahi mere pyar ko thukra dena
Aaj hai muskil dil ko samjha lena
Khel nahi mere pyar ko thukra dena
Aaj hai muskil dil ko samjha lena
Dil hai deewana re
Ho dil hai deewana re
Dekha na jaaye socha na jaaye
O dekho kitna balam baiman re
Dekha na jaye socha na jaye

Dekh na dil kahi pyar ka badla lele
Aag hu main to aag se kyu to khele
Dekh na dil kahi pyar ka badla lele
Aag hu mai to aag se kyu to khele
Dhokha na khana re,
Dhokha na khana re
Kya tune jana re
Dekha na jaaye socha na jaaye
O dekho kitna balam baiman re
Dekha na jaye socha na jaye

Mujhpe chalalo na teer na mera roke
Dekh rukega war na mera hoke
Mujhpe chalalo na teer na mera hoke
Dekh rukega war na mera roke
Tikha nishana re, tikha nishana re
Kya tune jana re
Dekha na jaaye socha na jaaye
Dekha na jaaye socha na jaaye
Dekha na jaaye socha na jaaye.