Indian Film History

O Mere Bichade Balam Lyrics

From Mr. John (1959)

Music
N Dutta
Duration
3:45
O mere bichade balam O mere bichade balam Tumhe kaisa diya gham Lut gaye ham In aasuo ki kasam O mere bichade balam Ek pal bhi na hame khushi ka mila Jindagi se bata de hame kya mila Ek pal bhi na hame khushi ka mila Jindagi se bata de hame kya mila Mujhpe tera ye sitam Lut gaye ham In aashuo ki kasam O mere bichade balam Tha yakin tu hame chhod sakta nahi Tha yakin tu hame chhod sakta nahi Dil hai anjuk kabhi todd sakta nahi Tha yakin tu hame chhod sakta nahi Dil hai anjuk kabhi todd sakta nahi Kaisa tuta ye bharam In aashuo ki kasam O mere bichade balam Hasrato ka chaman aaj lutne laga Hasrato ka chaman aaj lutne laga Ab to aaja ke dham mera ghutne laga Hasrato ka chaman aaj lutne laga Ab to aaja ke dham mera ghutne laga Kahi dil na jaye tham In aashuo ki kasam O mere bichade balam Tumhe kaisa diya gham Lut gaye ham In aasuo ki kasam O mere bichade balam.

More songs from Mr. John