Samandar II Lyrics | Mr White Mr Black

                        
                        samandar i love the beach
samandar i love the sand
samandar i love the rain i love the rain

yahaan se wahaan tak samandar samandar
agan si lagi hai kahin dil ke andar
bheega bheega samaa hai mohabbat bhi jawaan hai
bheega bheega samaa hai mohabbat bhi jawaan hai
khayalon pe hai chhaayi mastiyan
yahaan se wahaan tak samandar samandar
samandar samandar samandar
samandar i love the beach
samandar i love the sand
samandar i love the rain i love the rain

mausam ki awaargi awara kar gayi
seene mein ehsaas ka ek shola bhar gayi
mausam ki awaargi awara kar gayi
seene mein ehsaas ka ek shola bhar gayi
lamha bhi baddumaan hai
madhoshi bhi rawaan hai
lamha bhi baddumaan hai
madhoshi bhi rawaan hai
khayalon pe hai chhaayi mastiyan haaye

deti hai bechainiya chaahat ki bijliyan
dil chaahe ke choom loon hothon ki titaliyaa
deti hai bechainiya chaahat ki bijliyan
dil chaahe ke choom loon hothon ki titaliyaa
suhaani dastan hai na duri darmiyan hai
suhaani dastan hai na duri darmiyan hai
khayalon pe hai chhaayi mastiyan

yahaan se i love the beach
wahaan tak i love the sand
samandar i love the rain
samandar i love the rain i love the rain
agan si lagi hai kahin dil ke andar
yahaan se wahaan tak samandar samandar.