Indian Film History

Apne Baap Ka Kya Jata Hai Lyrics

From Mrityudaata (1997)

Duration
4:32
Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Kahi Bandh Kahi Chhaka Jam Kar Gaya Koi Kam Tamam Chorahe Pe Jal Gayi Bas Do Ko Mar Ke Bhage Das Bich Sadak Pe Nare Baji Pandit Se Takaraya Kaji Dharam Aur Mahajab Ke Naam Pe Koi Dhandha Karwata Hai Koi Dhandha Karwata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Koi Dhandha Karwata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Bacha Chhota Bag Bada Hai Kamar Jhuki Hai Phir Bhi Khada Hai Usko Education Ne Mara Usko Doneshan Ne Mara Aaj Ke Dor Me Aage Badana Hai Bada Mushkil Ab Padana Jiske Pas Nahi Hai Paisa Wo Kaha Ab Pad Pata Hai Wo Kaha Ab Pad Pata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Wo Kaha Ab Pad Pata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Gunde Ka Bhai Inspector Inspector Ka Jija Loyar Loyar Ka Nitha Hai Sala Alag Hai Chabi Par Ek Tala Phir Bhi Hai Bas Mari Mari Jaye Kaha Janta Bechari Upar Se Lekar Niche Tak Har Koi Ab Bhus Khata Hai Har Koi Ab Bhus Khata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Har Koi Ab Bhus Khata Hai Arey Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Achha Kam Jo Karne Jao Morache Walo Se Takarao Bap Na Hoga Ma Na Hogi Sapno Ki Duniya Na Hogi Kale Mukhade Ho Jayenge Desh Ke Tukade Ho Jayenge Ab Bhi Kya Tu Ye Gayega Sath Mere Jo Ab Gata Hai Sath Mere Jo Ab Gata Hai Arey Bolate Kyu Nahi Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Bolati Band Ho Gayi Kya Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai Apne Baap Ka Kya Jaata Hai.

More songs from Mrityudaata

Apne Baap Ka Kya Jata Hai Lyrics - Mrityudaata (1997) | Indian Film History