Yeh Kya Kiya Tune Yeh Kya Kiya Lyrics | Mujhe Shakti Do

                        ye kya kiya tune ye kya kiya ye kya kiya tune ye kya kiya
chuke mujhe tune mere piya mere jawani ko choka diya
ye kya kiya tune ye kya kiya

apne hi se mai to anjan thi lahro me khamosh tufan thi

lahro me tufa utha hi diya lahro me tufa utha hi diya
chuke mujhe tune mere piya mere jawani ko choka diya
ye kya kiya tune ye kya kiya

jarra thi mai ek sitara hui chingari thi mai angara hui

shabnam ko shola bana hi diya shabnam ko shola bana
hi diya
chuke mujhe tune mere piya mere jawani ko choka diya
ye kya kiya tune ye kya kiya ye kya kiya tune ye kya kiya
chuke mujhe tune mere piya mere jawani ko choka diya
ye kya kiya tune ye kya kiya ye kya kiya tune ye kya kiya.