Dil Mera Banjara Lyrics | Mukkadarpur Ka Majnu

                        
                        Mujhe pyaar mila na koi,
Mera yaar bana na koi..
Mujhe pyaar mila na koi,
Mera yaar bana na koi..
Maine dhadkan apni wari,
Main saasein bhi haara,
Dil mera banjara,
Ho dil mera banjara,
Dil mera banjara banjara,
Ho dil mera banjara..

Dil mera banjara,
Ho dil mera banjara,
Dil mera banjara banjara,
Ho dil mera banjara..

Chun chun ke armaanon ka,
Har ek tha phool sajaya,
Tere ishq me sajda karke,
Kahin aur na sar ko jhukaya..

Chun chun ke armaanon ka,
Har ek tha phool sajaya,
Tere ishq me sajda karke,
Kahin aur na sar ko jhukaya..

Teri har khawaish ko apne,
Jeene ka shabab kar dala,
Tujhe paane ki hasrat mein,
Khud ko hi fanaah kar dala,
Duniya se hua begana,
Yun phirta main maara,

Dil mera banjara,
Ho dil mera banjara,
Dil mera banjara banjara,
Ho dil mera banjara..
Dil mera banjara,
Ho dil mera banjara,
Dil mera banjara banjara,
Ho dil mera banjara..