Indian Film History

Pyar Se Lyrics

From Mumbai Salsa (2007)

Singers
Amit Kumar
Duration
3:08
Mar jaye mar jaye Pyaar se aise na humme dekho Pyaar se aise na humme dekho Ke kahin na hum mar jaye Ke kahin na hum mar jaye Jadoo nazro se na chalao Is trah se na muskurao Ke mohabat na kar jaye Ke kahin na hum mar jaye Pyaar se aise na humme dekho Pyaar se aise na humme dekho Ke kahin na hum mar jaye Haaye ke kahin na hum mar jaye Yeh ishara jo tune kiya hai is Ishare per sab kuch fida hai Band hoton ki sargoshiiyan Keh rahi kuch to khamoshiyan Tehri saaasein hai tez dhadkan hai Kya batayein hum kaisi uljhan hai Tehri saaasein hai tez dhadkan hai Kya batayein hum kya hua Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao Ke kahin na hum mar jaaye Ke kahin na hum mar jaaye Pyaar se aise na humme dekho Pyaar se aise na humme dekho Ke kahin na hum haaye Mar jaye mar jaye Ke kahin na hum mar jaye Everytime i try to walk away But love for you just Makes me wana stay I think abt you baby everyday There’ s so much in My heart i need to say Kya hasin dil nashi silsila hai Saath jab se tumhra mila hai Sabrr jaga hai ehsaas mein Sirf tum ho nayi pyaas mein Dard doori ka na saha jaye Haal kaissa hai na kaha jaye Dard doori ka na saha jaye Haal kaissa hai kya pata Paaas aajao yun na tadpao Paaas aajao yun na tadpao Ki kahin na hum mar jaayen Ki kahin na hum mar jaayen Jadoo nazro se na chalao Is trah se na muskurao Ke mohabat na kar jaye Ke kahin na hum mar jaye Pyaar se aise na humme dekho Pyaar se aise na humme dekho Ke kahin na hum mar jaye Ke kahin na hum mar jaye Mar jaye mar jaye

More songs from Mumbai Salsa