Na Subah Meri, Na Shaam Lyrics | Muqabla

Lyricist : Verma Malik
Music Director : Raja , Laxmikant-Pyarelal
Singer : Anwar
                        
                        aaja na aaja na aaja na

na subah meri na sham meri
na tu hi mera na dil hi mera
na subah meri na sham meri
na tu hi mera na dil hi mera
ae noor-e-najar ae jaane-e-jigar
mujhe intzaar ab hai tera
aaja na aaja na aaja na

na subah meri na sham meri
na tu hi mera na dil hi mera
ae noor-e-najar ae jaane-e-jigar
mujhe intzaar ab hai tera
aaja na aaja na aaja na

is mashuk jawani ko
ab aasra tere naam ka hai
tere naam ka hai
tu jivan me laya to ye jivan kis kaam hai
kis kaam hai
dilbar dilbar ab der na kar
mujhe dekh to le ab ek najar
aaja na aaja na aaja na

na subah meri na sham meri
na tu hi mera na dil hi mera
ae noor-e-najar ae jaane-e-jigar
mujhe intzaar ab hai tera
aaja na aaja na aaja na

kaanto bhari sej ko ye
kahte phulo ki kyari hai
main hu akeli dushman meri
dekh le duniya sari hai
duniya sari hai
dilbar dilbar ab der na kar
mujhe dekh to le ab ek najar
aaja na