Indian Film History

Jab Nainon Mein Lyrics

From Muqaddar (1950)

Duration
2:28
Jab nainon mein koi aan base Jab nainon mein koi aan base Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha Jab dil mein pyar ki huk uthe Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha Jab bole papiha piya piya Jab bole papiha piya piya Thar thar kape haye more jiya Thar thar kape haye more jiya Jab thandi hawa betab kare Jab thandi hawa betab kare Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha Jab prem badariya chhayi ho Jab prem badariya chhayi ho Aur yaad aur yaad kisi ki aayi ho Aur yaad kisi ki aayi ho Ek dil ko ek dil yaad kare Ek dil ko ek dil yaad kare Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha Kuch keh gaye aankho aankho mein Kuch keh gaye aankho aankho mein Dil le gaya dil le gaya bato baato mein Haye dil le gaya baato baato mein Jab dil na kisi ke paas rahe Jab dil na kisi ke paas rahe Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha Jab nainon mein koi aan base Phir neend kaha o phir chain kaha Phir neend kaha o phir chain kaha.

More songs from Muqaddar