Waqt Bada Baimaan O Rabba Lyrics | Musaa

Lyricist : Ibrahim Ashq
Music Director : Mahendra Bhai Katariya ,
Singer : Zubeen Garg
                        
                        Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Tute gaye sab khwab hamare
Bikher gaye armaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan

Lamha lamha haath se
Fisali kya din hai kya raat
Bante bante bighad hi jaye
Jiwan ki har baat
Lamha lamha haath se
Fisali kya din hai kya raat
Bante bante bighad hi jaye
Jiwan ki har baat
Sab kuch hai anjaan oo raba
Sab kuch hai anjaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan

Uljhi uljhi dor hai saari
Kon ise suljhaye
Hum jitani suljhane
Jaye aur uljhati jaye
Uljhi uljhi dor hai
Saari kon ise suljhaye
Hum jitani suljhane
Jaye aur uljhati jaye
Nikali jaye jaan oo
Raba nikali jaye jaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan

Dhundhali dhundhali
Saari fija hai
Chhupa hua hai raaj
Apne andar tut rahi
Hai apni hi aawaj
Dhundhali dhundhali
Saari fija hai
Chhupa hua hai raaj
Apne andar tut rahi
Hai apni hi aawaj
Saaso me tufan oo
Raba saaso me tufan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan
Tute gaye sab khwab hamare
Bikher gaye armaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan
Oo raba raba waqt
Bada baimaan
Waqt bada baimaan
Oo raba waqt bada baimaan.