Indian Film History

Ye Betiyan To Babul Ki Lyrics

From Na Tum Jaano Na Hum (2002)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:19
Yeh betiyan to babul ki raniya hai Yeh betiyan to babul ki raniya hai Mitti mitti pyaari pyaari yeh kahaniya hai Yeh shisthiyan gudiya rab jaane ki yeh kudiyaan Kina jamilya naale jaaniya hai Yeh betiyan to babul ki raniya hai Mitti mitti pyaari pyaari yeh kahaniya hai Yeh ladkiya to maaon ki raniya hai Yeh ladkiya to maaon ki raniya hai Mitti mitti pyaari pyaari yeh kahaniya hai In ka ram hai rakhwaala inka bachpan bhola bhaala Bholi bhali si in jawaniya hai Yeh ladkiya to maaon ki raniya hai Mitti mitti pyaari pyaari yeh kahaniya hai Sab ke dil ki saare ghar ki yeh raaniya hai Sab ke dil ki saare ghar ki yeh raaniya hai Yeh chidiya ek din pur se udjaaniya hai Koi inka haath na chhode koi inka dil na tode Tey saache rab diyan meherbaaniya hai Yeh betiyan to babul ki raniya hai Mitti mitti pyaari pyaari yeh kahaniya hai Kahaniya hai kahaniya hai.

More songs from Na Tum Jaano Na Hum