Indian Film History

Kyun Karta Man Jawani Ka Lyrics

From Naach (1949)

Duration
2:52
kyu karta maan jawani ka kyu karta maan jawani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka kyu karta maan jawani ka kyu karta maan jawani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka ye raunak sari do din ki ho do din ki ho do din ki jiwan phulwari do din ki ho do din ki ho do din ki kyu karta tera mera hai na tera hai na mera hai kyu karta tera mera hai na tera hai na mera hai duniya hai naam kahani ka duniya hai naam kahani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka kyu karta maan jawani ka kyu karta maan jawani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka ye rup jawani rang rahe na rang rahe na rang rahe sada koi bhi tere sang rahe na sang rahe na sang rahe jo dekh raha hai sapna hai koi na tera apna hai jo dekh raha hai sapna hai koi na tera apna hai duniya hai naam kahani ka duniya hai naam kahani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka kyu karta maan jawani ka kyu karta maan jawani ka tu ek bulbula pani ka tu ek bulbula pani ka

More songs from Naach

Kyun Karta Man Jawani Ka Lyrics - Naach (1949) | Indian Film History