Indian Film History

jaye kaha piya ki joganiya Lyrics

From Naag Devata (1962)

Duration
3:17
jaye kaha piya ki joganiya jaye kaha piya ki joganiya apne dulha ki anokhi re dulhaniya jaye kaha piya ki joganiya jaye kaha piya ki joganiya taqdeer ne ki ye kaisi thitholi taqdeer ne ki ye kaisi thitholi dulhan ke hatho me dulha ki doli chali re chali re dekho pi ki sajniya jaye kaha piya ki joganiya apne dulha ki anokhi re dulhaniya jaye kaha piya ki joganiya aasha nirasha ki lahro pe naiya aasha nirasha ki lahro pe naiya majhdhar me so raha hai khewaiya kismat bani aaj meri re sautaniya jaye kaha piya ki joganiya apne dulha ki anokhi re dulhaniya jaye kaha piya ki joganiya

More songs from Naag Devata