Aarti Karo Harihar Ki Lyrics | Naag Panchami

                        
                        Om nama shivay om nama shivay
Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki
Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki

Sar par shashi ka mukut sakare
Taro ki payal jhankare
Sar par shashi ka mukut sakare
Taro ki payal jhankare
Dharti ambar dole tandaw lila
Se natwar ki
Aarti karo shankar ki
Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki

Kanika har pahnane wale
Shambu hai jag ke rakhwale
Kanika har pahnane wale
Shambu hai jag ke rakhwale
Sakat chara char ag jag nati
Ungi par vish dharke
Aarti karo shankar ki
Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki

Mahadev jai jai shiv shaknar
Jai shiv shankar
Jai shiv shankar
Jai ganga dhar jai damru dhar
Jai ganga dhar jai damru dhar
He devo ke dev mita do
Tum vipda ghar ghar ki
Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki

Aarti karo hari har ki karo
Natwar ki bhole shankar ki
Aarti karo shankar ki.