Indian Film History

Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics

From Naalayak (1979)

Lyricist
Verma Malik
Duration
4:25
Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak kah ke pukara Aur koi kuch bhi Kahe bura nahi manuga Aur koi kuch bhi Kahe bura nahi manuga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak Kah ke pukara Hey teri aankho me Hijab hijab lajawab O haye ye shabab Shabab lajawab Pyar ke sawal ka De pyar me jawab De pyar me jawab O teri meri jodi Hogi hogi lajawab Oye aankhe hongi Meri aur tere honge khawab Tera mera pyar Hoga hoga lajawab O hoga lajawab Thukarao na man jao na Aur koi thukarye Bura nahi manuga Aur koi thukarye Bura nahi manuga Tune thukraya zahar Kha ke mar jaunga Tune thukraya zahar Kha ke mar jaunga Ae duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak kah ke pukara Hey zara suno to Hujur na jao dur dur Meri ankhiyo ke Nur karo na yu garur Kisi na kisi ko apnaogi Jarur apnaogi jarur Ho tera pyar paunga Mai paunga jarur O chahe badnam Ya ho jau mashur Aaj tujhe sath Leke jaunga jarur Leke jaunga jarur Zara aao na chhod jao na Aur koi chhod jaye Bura nahi manuga Aur koi chhod jaye Bura nahi manuga Tune mujhe chhoda Zahar kha ke mar jaunga Tune mujhe chhoda Zahar kha ke mar jaunga Ae duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak Kah ke pukara Aur koi kuch bhi kahe Bura nahi manuga Aur koi kuch bhi kahe Bura nahi manuga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga.

More songs from Naalayak

Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics - Naalayak (1979) | Indian Film History