Indian Film History

Nazariya Mein Aayi Ho Lyrics

From Nadiya Ke Paar (1948)

Lyricist
Moti
Duration
3:00
Nazariya Mein Aayi Ho Dagariya Mein Aayi Ho Bajariya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Sanwariya Mor Suratiya Dikhayi Ho Karajawa Lagayi Ho Jhopadiya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Gujariya More Ho Jab Badara Ghir Ghir Aaye Jab Badara Ghir Ghir Aaye Rah Rah Jiyara Mora Daraye Dukhawa Haay Kaha Na Jaay Tum Bin Zara Chain Na Aaye Rain Na Bhaaye Nain Ghabaraye Nazariya Mein Aayi Ho Dagariya Mein Aayi Ho Bajariya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Sanwariya Mor Suratiya Dikhaayi Ho Karajawa Lagayi Ho Jhopadiya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Gujariya Mor O Goriya Lahare Hai Tohar Chunariya Ho Goriya Lahare Hai Tohar Chunariya Ho Goriya Baari Hi Tohar Umariyaa Ho Goriyaa Ho Goriya Lachake Hai Tohar Kamariya Mujhase Haay Saha Na Jaaye Kaha Na Jaaye Raha Na Jaaye Aay Haay Haay Suratiya Dikhaayi Ho Karajawa Lagayi Ho Jhopadiya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Gujariya More Bajariya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Sanwariya Mor O Ban Than Chali Bajariya Pyare Ban Than Chali Bajariya Pyare Mori Ankhiyaan Tohe Pukaare Saajan Jaldi Se Aa Ja Re Aa Ja Re Jaldi Se A Ja Re Tum Bin Piya Nain Na Maane Huye Deewane Na Duniya Jaane Haay Haay Haay Nazariya Mein Aayi Ho Dagariya Mein Aayi Ho Bajariya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Sanwariya Mor Jhopadiya Mein Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Aayi Ho Ho Gujariya Mor.

More songs from Nadiya Ke Paar

Nazariya Mein Aayi Ho Lyrics - Nadiya Ke Paar (1948) | Indian Film History