Indian Film History

Sapna Sapna Apna Hai Lyrics

From Nafrat Ki Aandhi (1989)

Lyricist
Anjaan
Duration
7:30
Phere huye bhar padi Sinduri bandan juda Sato zanam ho sath Hum milkar ye wada kiya Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Phoolo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phoolo ke gaon mein Pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna O madhur milan mein do sanso ka Sangam jab ho jaye Tann par bikhare pyar ki rangat Mann mein ujala chhaye Do tann mile do mann mile Ho shuru phir ek safar naya Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Phoolo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Milkar dil ke do humrahi jin raho se jaye Ho un raho par pyar ke mausam Phool hi phool bichhaye Jhume lahar gaye hawa Koi nagma pyar ka Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Ho sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phoolo ke gaon mein Pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Kal dekhe the jo bhi Sapne aaj huye wo pure Tu jo mila to pure hue Ha tere bina the adhure Ye jaa rahe ya na rahe Kabhi honge na ab hum zuda Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phoolo ke gaon mein Pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna tha yahi ek sapna.

More songs from Nafrat Ki Aandhi

Sapna Sapna Apna Hai Lyrics - Nafrat Ki Aandhi (1989) | Indian Film History