Indian Film History

Jag Kehta Hai Main Hoon Andhi Lyrics

From Naina (1953)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
3:21
Jag kehta hai main hoon andhi Main khati aandha jag sara Maine jyot jaga li man ki Khokar aankho ka ujyara Duniya na dekhu main Dekhu tohe din raati Main dekhu tohe din raati O mere tanman o mere jeevan O mere sathi Main dekhu tohe din raati Main dekhu tohe din raati Aankho wale aandhe hai wo Jo khud ko pahchan na paye Aankho vale aandhe hai wo Jo khud ko pahchan na paye Main tumko pahchan gayi re Main tumko pahchan gayi re Jaga preet ki bati Main dekhu tohe din raati Main dekhu tohe din raati Apne apne rang mein duniya Apna apna rag sunaye Apne apne rang mein duniya Apna apna rag sunaye Apni lagan ka le ek tara Apni lagan ka le ek tara Tere geet neet gati Main dekhu tohe din raati Main dekhu tohe din raati Main dekhu tohe din raati.

More songs from Naina

Jag Kehta Hai Main Hoon Andhi Lyrics - Naina (1953) | Indian Film History