Indian Film History

Jatt Yamla Lyrics

From Naksha (2006)

Duration
4:29
Main toh hoon bada Albela haazaron mein akela Zamana kahe mujhe pagla Kehna kisika na maane Yeh kuchh nahin jaane Anaadi mera dil pehla Main tah yaara main tah Yaara deewana zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Main toh hoon bada Albela haazaron mein akela Zamana kahe mujhe pagla Kehna kisika na maane Yeh kuchh nahin jaane Anaadi mera dil pehla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Todu na kabhi apani kasmein Vaada jo karu woh nibhaaun Kar loon jo iraada kabhi toh Taaron ko bhi dharti pe laaun Jo sochu jo chahu main Pal mein badal doon nazara Main tah yaara main tah Yaara deewana zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Dil bole bole mera dil Bole tu hi tu hi tu Saanson se aaye jaaye Ab toh teri khushboo Tu hi meri zindagi hain Tu hi meri aashiqui hain Tu hi hain tu hi tu Dil bole bole mera Dil bole tu hi tu hi tu O ab na koi duji tamanna Mera hain yahi sirf sapana Laaye rang meri duaaen Chhute na kabhi saath apana Ho main tera tu mera Hamesha banega sahara Main tah yaara main tah Yaara deewana zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla Main tah yaara deewana Zara jatt yamla.

More songs from Naksha

Jatt Yamla Lyrics - Naksha (2006) | Indian Film History