Viraaniya Lyrics | Namastey London

                        
                        Mohabat meri jo pyaasi huyi
Toh gehri meri udaasi huyi
Zindagi zindagi me hain tum bin
Yeh viraniya yeh
Viraniya yeh viraniya
Zindagi zindagi
Mein hain tum bin
Yeh viraniya yeh
Viraniya yeh viraniya

Sune sune saare raste hain
Suni manzil hai jaana
Suni suni si meri aankhe hai
Suna yeh dil hai jaana
Jaana jaana jaana
Mujhe ghere hai sirf tanhaiya
Mere dil me hain sirf khamoshiya

Zindagi zindagi me hain tum bin
Yeh viraniya yeh
Viraniya yeh viraniya

Saans jab lu toh
Sine mein jaisi saans
Chubhati hai jaana
Dil abb tak ummid ki
Ik fans chubhati hai jaana
Jaana jaana jaana jaana
Khwaab saare mere
Tutane hi ko hai
Tinke bhi haath se
Chutne hi ko hai
Zindagi zindagi
Mein hain tum bin
Yeh viraniya yeh
Viraniya yeh viraniya
Yeh viraniya yeh viraniya.