Indian Film History

Shikwa Nahin Kisi Se Lyrics

From Naseeb (1998)

Singers
Kumar Sanu
Duration
5:26
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin Tu mil saka na hamako, tassali toh mil gayi Tu mil saka na hamako, tassali toh mil gayi Aayi bahaar shaakh pe kali bhi khil gayi Armaan tha hamako jiska woh gul khila nahin Armaan tha hamako jiska woh gul khila nahin Naseeb mein nahin tha jo hamako mila nahin Naseeb mein nahin tha jo hamako mila nahin Yaadon ki jhilmil aati parchhaaiyon ke din Yaadon ki jhilmil aati parchhaaiyon ke din Katate nahin hai tanaha tanhaaiyon ke din Hai chaahaton ka dilkash abb silsila nahin Hai chaahaton ka dilkash abb silsila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin Shikawa nahin kisi se, kisi se gila nahin Shikawa nahin kisi se, kisi se gila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.

More songs from Naseeb