Indian Film History

Kabhi Humari Mohabbat Ka Lyrics

From Nasihat (1967)

Lyricist
S H bihari
Duration
3:15
Kabhi hamari mohabbat intihan na lo Kabhi hamari mohabbat intihan na lo Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo Kabhi hamari mohabbat intihan na lo Vaha hujur to pikar sharab jite hai Yaha ham apne kaleje ka khun pite hai Yaha ham apne kaleje ka khun pite hai Hamari jaan tumhari hai Apni jaan na lo Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo Kabhi hamari mohabbat intihan na lo Tumhari ek mohabbat bari najar ke liye Sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye Sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye Yahi garib ki daulat hai maharban na lo Hamara dil to liya hai hamari jaan na lo Kabhi hamari mohabbat intihan na lo.

More songs from Nasihat

Kabhi Humari Mohabbat Ka Lyrics - Nasihat (1967) | Indian Film History