Yeh Hawaaye Sard Sard Lyrics | Nasihat

                        
                        ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
fir itni duriya kyun do dilo ke darmiya
ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
kal thi shola aaj hai shabnam ye kaisa andaaz hai
ye kaisa andaaz hai mausam jaise rang badalna
aakhir ye kya raaz hai aakhir ye kya raaz hai
patthar ko mom karde patthar ko mom karde
mohabbat ki narmiya
ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
do dilo ke darmiya ye hawaye sard sard hai
aate jaate yu takrana kuch to baat zarur hai
kuch to baat zarur hai koi na samjhe koi na jaane
dil ko kya manzur hai dil ko kya manzur hai
kya jaane kab shuru ho kya jaane kab shuru ho
ye dilo ki daasta
ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
do dilo ke darmiya ye hawaye sard sard hai
ye hawaye sard sard hai