Indian Film History

Jahaan Bhi Gaye Lyrics

From Naughty Boy (1962)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:59
Jahaan bhi gaye ham o mere Hamdam nazaro ki kasam tum mile Jahaan bhi mile ham o mere Hamdam bahaaro ki kasam gul khile Jahaan bhi gaye ham o mere Hamdam nazaro ki kasam tum mile Matvaala dil mera kahe Ham yahi pe rah jaayenge Inn taaro ke sahaare isi Aasman pe lahraayenge Matvaala dil mera kahe Ham yahi pe rah jaayenge Inn taaro ke sahaare isi Aasman pe lahraayenge Jahaan bhi gaye ham o o O o o mere hamdam o o o o Nazaro ki kasam o ho Ho ho ho ho tum mile Jahaan bhi mile ham o Ho o mere hamdam aa Bahaaro ki kasam o gul khile Tum hamaare ham tumhaare Yeh luka chhupi hai phir kis liye Pyaar khota ya khara hai Mai aazma rahi thi isliye Tum hamaare ham tumhaare Yeh luka chhupi hai phir kis liye Pyaar khota ya khara hai Mai aazma rahi thi isliye Jahaan bhi mile ham ha O mere hamdam ho Bahaaro ki kasam hu gul khile Jahaan bhi gaye ham o mere Hamdam nazaro ki kasam tum mile.

More songs from Naughty Boy

Jahaan Bhi Gaye Lyrics - Naughty Boy (1962) | Indian Film History