Indian Film History

Balam Kahaan Jaaoge Lyrics

From Naya Andaz (1956)

Duration
4:36
Bach ke balam kahaan jaaoge Bach ke balam kahaan jaaoge Hame tum pichhe pichhe paaoge Bach ke balam kahaan jaaoge Bach ke balam kahaan jaaoge Aaj to saiyaa moraa zamaanaa Jaae na khaali meraa nishaanaa Maarungi tirachhi najariyaa Chhodun na tohe mai saanvariyaa Bach ke balam kahaan jaaoge Bach ke balam kahaan jaaoge Preet kajaraa nain me dole Mann me javaani khaae jhakole Thahare na sir pe chundariyaa Chhodun na tohe mai saanvariyaa Bach ke balam kahaan jaaoge Bach ke balam kahaan jaaoge Jaaoge kaise mod ke baiyaa Tum se ladungi aaj mai saiyaa Dekhegi saari nagariyaa Chhodun na tohe mai saanvariyaa Bach ke balam kahaan jaaoge Bach ke balam kahaan jaaoge.

More songs from Naya Andaz

Balam Kahaan Jaaoge Lyrics - Naya Andaz (1956) | Indian Film History