Indian Film History

Ye Desh Hai Vir Javaanon Kaa Alabelon Kaa Mastaanon Kaa Lyrics

From Naya Daur (1957)

Duration
5:00
o ye desh hai veer jawano ka albelo ka mastano ka is desh ka yaaro hoy is desh ka yaaro kya kahna ye desh hai duniya ka gahna o yaha chaudi chaati veero ki yaha bholi shakle heero ki yaha gaate hai raanjhe hoy yaha gaate hai raanjhe masti me masti hai jhume basti me o pedo pe bahare jhulo ki raaho me kataare phulo ki yaha hasta hai saawan hoy yaha hasta hai saawan baalo me khilti hai kaliya gaalo me o kahi dangal surkh jawano ke kahi kartab teer kamano ke yaha nit nit mele hoy yaha nit nit mele sajte hai nit dhol aur tashe bajte hai o dilbar ke liye dildaar hai ham dushman ke liye talwar hai ham maindaan me agar ham maindaan me agar ham dat jaaye mushkil hai ke piche hat jaaye

More songs from Naya Daur

Ye Desh Hai Vir Javaanon Kaa Alabelon Kaa Mastaanon Kaa Lyrics - Naya Daur (1957) | Indian Film History