Indian Film History

Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat Lyrics

From Naya Nasha (1973)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:06
Sunne waalo ek maze ki baat suniye Ek romantic picture dekhkar Main ghar aa raha thha Raaste mein r d burman ka Ek gaana gaa raha thha Ke achaanak wo mil gayi Ek ladki le gayi dil De gayi wo dhokha Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka Ek ladki le gayi dil De gayi wo dhokha Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka Is shahar ki har ek sadak par Maine usko dhoondha Us haseen ka jaldi mein maine Naam bhi na poochhaa Is shahar ki har ek sadak par Maine usko dhoondha Us haseen ka jaldi mein maine Naam bhi na poochhaa Aise aayi aise gayi Jaise hawa ka jhonka Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka ek ladki le gayi dil De gayi wo dhokha wo deewaani Ek na maani haa laakh maine roka Kar saka na main apne Dil ki baat usse koi Isse pehle ki main sambhalta Bheed mein wo khoyi Kar saka na main apne Dil ki baat usse koi Isse pehle ki main sambhalta Bheed mein wo khoyi Ab na jaane phir kab milega Ye sunehri mauqa haa Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka Ek ladki le gayi dil De gayi wo dhokha Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka Apne dil ke khoney ka Mujhko gham na itna hota Ghar pahunchke main raat Saari baith ke na rota Apne dil ke khoney ka Mujhko gham na itna hota Ghar pahunchke main raat Saari baith ke na rota Saath dil ke haay le gayi wo Note bhi ek sau ka haa Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka Ek ladki le gayi dil De gayi wo dhokha Wo deewaani ek na maani Laakh maine roka.

More songs from Naya Nasha

Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat Lyrics - Naya Nasha (1973) | Indian Film History