Indian Film History

Dekhin Hain Jabse Lyrics

From Naya Raasta (1953)

Duration
3:23
Dekhin hain jabse Teri ye aankhen Aankhen ladaana chhod diya Dekhin hain jabse Teri ye aankhen Aankhen ladaana chhod diya Aankhen ladaana Sadkon pe jaana Chashma lagaana Chhod diya Ae ji dekhin hain jabse Nazren tumhari Nazren churaana chhod diya Dekhin hain jabse Nazren tumhari Nazren churaana chhod diya Nazren churaana Tumse lajaana Mukhda chhupaana chhod diya O ji dekhin hain jabse Teri ye aankhen Aankhen ladaana chhod diya Oo ooo oo ooo Hum bhi hain raazi Qaazi bhi raazi Kheli hai aisi mohabbat ki baazi Reson mein jaana Paise gawaana Ghode fasaana chhod diya Ae ji dekhin hain jabse Nazren tumhari Nazren churaana chhod diya Oo ooo oo oo Dil jitna bhi naache Utna hi kam hai Fashion ki duniya mein pehla kadam hai Chauke mein jaana Roti pakaana Belan chalaana chhod diya Dekhin hain jabse Nazren tumhari Nazren churaana chhod diya Ae ji chhod diya Chhod diya chhod diya Ae ji chhod diya Chhod diya chhod diya Ae jabse basey tum Nainon mein mere Surma lagaana chhod diya Ae dekhi hai jab se Surat tumhari Cinema bhi jaana chhod diya Jabse suney hain Tere ye gaane Filmon ka gaana chhod diya Jabse mili teri meethi mohabbat Chocolate ka khaana chhod diya Ae ji dekhin hain jabse Nazren tumhari O ji dekhin hain jabse Teri ye aankhen Nazren churaana Aankhen ladaana Chhod diya chhod diya Chhod diya.

More songs from Naya Raasta

Dekhin Hain Jabse Lyrics - Naya Raasta (1953) | Indian Film History