Indian Film History

Teri Nazro Ne Aisa Kaata Lyrics

From Neeli Aankhen (1962)

Duration
3:30
Teri nazro ne aisa kaata Ho teri nazro ne aisa kaata Do tukdon mein dil mera baata Wadi ab to ho wadi ab To na kar tata aa Wadi ab to na kar tata Teri nazro ne aisa kaata kaata Teri nazro ne aisa kaata Do tukdon mein dil mera baata Wadi ab to ho wadi Ab to na kar tata aa Wadi ab to na kar tata Teri nazro ne aisa kaata Jo rooth ke tu jaayegi Mujhe neend nahin aayegi Jo rooth ke tu jaayegi Mujhe neend nahin aayegi Wadi socho ni zara socho Ho badi socho ni zara socho Ya neend ki de ja goli Ya dil ki basa de kholi Ho wadi bolo ni zara bola Ho wadi bolo ni zara bola Teri nazro ne aisa kaata Ho teri nazro ne aisa kaata Do tukdon mein dil mera baata Wadi ab to ho wadi Ab to na kar tata aa Wadi ab to na kar tata Teri nazro ne aisa kaata Main bade seth ka ladka Mat soch mujhe tu kadka bhai Main bade seth ka ladka Mat soch mujhe tu kadka Wade socho ni zara socho Ho wadi socho zara socho bhai Ek baar tu ban ja meri O phir dekh hai duniya teri O wadi dekho ni zara dekho O wadi dekho ho zara dekho Teri nazro ne aisa kaata Ho teri nazro ne aisa kaata Do tukdon mein dil mera baata Wadi ab to wadi Ab to na kar tata Wadi ab to na kar tata Teri nazro ne aisa kaata kaata Ho teri nazro ne aisa kaata Do tukdon mein dil mera baata Wadi ab to wadi Ab to na kar tata aa Wadi ab to na kar tata.

More songs from Neeli Aankhen

Teri Nazro Ne Aisa Kaata Lyrics - Neeli Aankhen (1962) | Indian Film History