Indian Film History

Haay Yeh Judaai Ki Lyrics

From Nili (1950)

Singers
Suraiya
Duration
3:04
Haay yeh judaai ki Chot boori chot boori hai Dil chain naa paaye Haay yeh judaai ki Hay yeh judaai ki Hay yeh judaai ki chot boori Chot boori hai dil chain naa paye Haay yeh judaai ki Abhi huye naa jakm puraane Abhi huye naa jakm puraane Yaad lagi phir se tadapane Yaad lagi phir se tadapane Bhul ja ai dil beete zamaane Bhul ja ai dil beete zamaane Kud kyun aag lagaayi Kud kyun aag lagaayi Hay yeh judaai ki Hay yeh judaai ki chot boori Chot boori hai dil chain naa paye Haay yeh judaai ki Dil kaa aayina tut gaya hai Dil kaa aayina tut gaya hai Meraa naseeba phut gaya hai Meraa naseeba phut gaya hai Jabt kaa daaman chhut gaya hai Jabt kaa daaman chhut gaya hai Koyi naa dhir bandhaaye Koyi naa dhir bandhaaye Hay yeh judaai ki Hay yeh judaai ki chot boori Chot boori hai dil chain naa paye Haay yeh judaai ki.

More songs from Nili

Haay Yeh Judaai Ki Lyrics - Nili (1950) | Indian Film History