Indian Film History

Hamkadam Hamsafar Hamnashi Lyrics

From Nishan (1965)

Lyricist
Javed Anwar
Duration
2:50
Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Tu jo ho mukam ho hai sfar me zindagi Ho jo ho nayi nayi hai ye apni bandagi Apni dhun me hum magan Chal pade to chal pade Khud hi raste bane jis taraf nikal pade Takato me jidhar uth gayi ye nazar Manjile ubal pade Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Surato me narmiya khun me hai garmiya Hum nava hai aandhiya humsafar hai bijliya Honsle bulnd hai himmte jawan hai Sar phiroshiyo ki hum zinda dastan hai Dushmano se khao dur humse raho Aag hai tufan hai Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Mast apne hal me zinda dilo ka karwa Hamkadam hamsafar hamnashi humzuba.

More songs from Nishan

Hamkadam Hamsafar Hamnashi Lyrics - Nishan (1965) | Indian Film History