Maine Tujhe Jeet Liya Lyrics | Nishana

                        
                        Bam barah bam barah bam barah
Maine tujhe maine tujhe jeet liya
Tune mujhe jit liya dil hara
Dil hara dilbar yara dildara
Bam barah bam barah bam barah
Maine tujhe jeet liya

Tune mujhe jeet liya dil hara
Dil hara dilbar yara dildara
Bam barah bam barah bam barah

Nain lutera meri mare sharam ke
Git sunaye meri payaliya chhan chhan ke
Dekh sambhal zara chal tham tham ke
Leke meri baho ka sahara hey
Bam barah bam barah bam barah

Gora mukh naina kajrare kajrare
Rup me tere rang hai sare
Gora mukh naina kajrare
Rup mein tere rang hai sare
Pyar ke rang se maine ang ang
Par likh diya naam tumhara hey
Bam barah bam barah bam barah

Chori nahi ki
Ha chori nahi ki maine pyar kiya hai
Chori nahi ki maine pyar kiya hai
Maine pyar kiya hai
Devi se maine tujhe mang liya hai
Chori nahi ki maine pyar kiya hai
Devi se maine tujhe mang liya hai

Devi ne ye vardan diya hai
Vardan diya hai pyar amar hai hamara
Hey bam barah bam barah bam barah
Maine tujhe jeet liya
Tune mujhe jeet liya dil hara
Bam barah bam barah bam barah
Bam barah bam barah bam barah.