Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hu Lyrics | Noor-E-Elahi

                        
                        na kisi ki aankh ka nur hu
na kisi ke dil ka karar hu
jo kisi ke na kam aa sake
mai wo ek muste gulbahar hu
na kisi ki aankh ka nur hu

mera rang rup bigad gaya
mera yaar mujhse bichhad gaya
jo chman fiza se ujad gaya
jo chman fiza se ujad gaya
mai usi ki fasle bahar hu

koi sath ha koi aaye kyu
koi char phul chadaye kyu
koi aaye kyu koi char phul chadaye kyu
koi aake sama jalaye kyu
koi aake sama jalaye kyu
mai bekasi ka nazar hu
na kisi ki aankh ka nur hu
na kisi ke dil ka karar hu.