Indian Film History

Qadar Tune Na Jani Lyrics

From Noorie (1979)

Duration
5:12
Qadar tune na jaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Ho o o o… Beeti jaaye Haan beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Pyaase hain julfon ke saayein Pyaase hain julfon ke saayein Kab tak dil mein Aag chhupaayein Kab tak dil mein Aag chhupaayein Jaage raat suhaani Suhaani suhaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Tohe mann ka meet banaaya Tohe mann ka meet banaaya Patthar se sheesha takraaya Patthar se sheesha takraaya Maine ki naadaani Naadaani naadaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Yuun naahi ke ghungaru tode Yuun naahi ke ghungaru tode Mehandiwaale haath bhi jode Mehandiwaale haath bhi jode Tune ek na maani na Maani na maani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Ho o o o… Beeti jaaye Haay beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani Qadar tune na jaani Beeti jaaye jawaani.

More songs from Noorie

Qadar Tune Na Jani Lyrics - Noorie (1979) | Indian Film History