Indian Film History

Kisi Se Na Kehna Lyrics

From Noorjehan (1967)

Duration
3:29
Salam pehle to kuch Bekarar hoke kaha Grib ishq ne phir Nana barse ro roke kaha Kasam hai tujhe Mere in aansuo ki Kisi se na kahna Tadpte tadpte agar mar bhi jau Agar mar bhi jau Mere dil ka aalam kisi se na kahna Kisi se na kahna Kasam hai tujhe Mere in aansuo ki Game aashiqi ka Hai najuk fasana Kahi dil na tute Chman me kali ka Baharo ke charche To karna khushi se Baharo ke charche To karna khushi se Karna khushi se magar Hale sab na kahna kisi se Na kahna, kasam hai Tujhe mere in aansuo ki Wahi zindagi hai Magar phiki phiki Satati hai rah rah Ke yade kisi ki Satati hai rah rah Ke yade kisi ki Yade kisi ki hai kis Hal me hum kisi se na kahna Kisi se na kahna tadpte Tadpte agar mar bhi jau Agar mar bhi jau mere Dil ka aalam kisi se na kahna Kisi se na kahna Mujhe iska dar hai Ke duniya me us par Kahi bewafai Ki tauhmat na aaye Mohabbat ki dhun Me kabhi ban gaya tha Mohabbat ki dhun Me kabhi ban gaya tha Kabhi ban gaya tha Koi mera hamdam Kisi se na kahna Kisi se na kahna Kasam hai tujhe Mere in aansuo ki Kisi se na kahna Kisi se na kahna.

More songs from Noorjehan

Kisi Se Na Kehna Lyrics - Noorjehan (1967) | Indian Film History