Indian Film History

Yeh Kaisa Hai Shaher Lyrics

From Paanch (2003)

Duration
4:22
Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Na raste kabhi ho khaali Na bandh hoti hai gali Maa behan ki yaad Sabko aati har paher Halla gulla shor gul Yeh kaisa hai shaher Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Na raste kabhi ho khaali Na bandh hoti hai gali Saanso mein laakho Karodo ki saanse khuli Ghut raha hai dum Ghutan si ho rahi hai Phir bhi savere akele Hi aankhein khuli Koi aaj mil hi jaayega Chehera jaane pehne kaun sa Ghar se nikale dhunde Ghar hai kahan Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Na raste kabhi ho khaali Na bandh hoti hai gali Kya din kya raat Kiske liye raah chalate Yeh chhuti hansi Chhod na kisi ko kuchh nahi padi Kaise kahe telephone ki khamoshi Sune bistaro par so rahe Bhuli khushbuwo ko ro rahe Niche sarake kehati Hai aa kud jaa Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Na raste kabhi ho khaali Na bandh hoti hai gali Maa behan ki yaad Sabko aati har paher Halla gulla shor gul Yeh kaisa hai shaher Kya din kya raat hai yahan par Ki saala dono barabar Na raste kabhi ho khaali Na bandh hoti hai gali.

More songs from Paanch

Yeh Kaisa Hai Shaher Lyrics - Paanch (2003) | Indian Film History