Koi Vada Koi Iqrar Na Kiya Lyrics | Paap Ka Ant

                        
                        Koi wada koi ikrar na kiya
Tujhse pehle maine
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Koi wada koi ikrar na kiya
Tujhse pehle maine
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Koi wada koi wada

Tujhko pehli baar jo dekha
Kuch ho gaya mujhe
Kya kya mere dil mein huya
Main kaise batau tujhe
Apni betabi ka ijhar na kiya
Koi wada koi ikrar na kiya
Tujhse pehle maine
Kisi se pyar na kiya

Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Koi wada koi wada

Pehle mere dil ki halat
Aisi kabhi na thi
Jadu tune kya kar dala
Jadu tune kya kar dala
Jagi deewangi
Mujhko kisi ne itna
Bekarar na kiya
Koi wada koi ikrar na kiya
Tujhse pehle maine
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Kisi se pyar na kiya
Koi wada koi wada
Koi wada koi wada.